Marnay Kay Baad Kya Hoga In Urdu Book

Posted on

Question: meri dada ke pechle ramzan mein wafat ho gye thi. Uno ny jane sy phala koi wasiat nhe ke thi. Un ke 4 bety aur 7 betian han.

Maut Ka Manzar, Marny Ke Baad Kya Hoga is a world popular and very useful book about the death and life after death in the light of Quran and Hadith in Urdu. Send Mobile Text Message '1 Shaks Marnay K Baad Khud Ko Jannat Me Daikhta Hay' via WhatsApp or SMS. This is a dua message, you can find more dua messages to express your feelings via SMS, Facebook Status, Tweet etc.

Magr sub kha rhy han 3 no ke beta ka beta dada ky boht kariab tha is lya usy bhi aik hissa milna chaiyato mera sawal ya tha kye ya sahi tareeka hy ya nhe?Answer: Agar marhoom ki wafaat k waqt baap or maan zinda nahi thay or on ki bivi bhi zinda nahi then tu meraas k 15 hissay kiay jain gay, har baiti ko 1 hissay dia jaey ga or har baitay ko 2 hissay diay jain gay. Or pote ko meras main se kuch nahi milay ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 41th edition, maslah #2694). Update on dated 01-05-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Question: Assalam alaikum Mara sawal ha Agr Taya faut houjaein aur unki koe ulad aur biwi na hou aur na maan baap hun aur maiyat ka sirf 7 Bhai aur 4 bheny Hain aur aun mn SAey sirf 3 Bhai aur 2 bheny zinda houn tou Kia Miras mn hissa sirf zinda bhen bhaiun ka hoga ya jou faut hougaey hun unka haq unkey bachun kou dia jaiye ga.Answer: Was Salam. Sirf zinda bhai behen ko hi miley ga lekin bhayo ko behno sai dugnaa hissa miley ga. (Ref:Minhaj us saliheen ayatollah seestani maslah no 1020). Update on dated 15-09-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Ek shakhs ka inteqal ho gaya hai aur uski 2 biwi hai, ek biwi se 2 beti hai aur dusri biwi se bachche ni hai.

Uske 3 bhai aur 3 behen hai to uski zameen aur uska ghar kisko milega?Answer: 3 bhayon or 3 behno ka koi hissa nahi hoga or zameen mai biwion ka bhi koi hissa nahi hoga faqat betiyaan haqdaar hoongi or jahan tak ghar ka ta,alluq hai tou ghar ki zameen mai bhi biwi ka koi hissa nahi hoga lekin fizaa main jo imaarat qaaim hai us ki qeemat main sai aathwa ( 8th ) hissa biwi ko miley ga or baqi jo kuch bachay ga wo faqat betiyon mai taqseem hoga.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatollah seestani edition 39 maslah#2728). Update on dated 03-09-18.

(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Aoa mara sawal ya ha ky ham 6 bahi han or 3 sister han hamary abu g ka intakal ho gaya ha or hamary sath hamari ami han hamary 2kily or 10 marly property the jo ham ny sale kar di ha jis ki price 2805000 ha ab ham is rakum ko bantna chahty han hamy pata nahi chal raha ky kis ky hisy ma kitni rakam ati haAnswer:Was Salam. Is mai zojah ka hissa nahi hoga q k zojah ka zameen mai hissa nahi hota. Har beti ko 187000 miley gay or har betay ko 374000 miley gay.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatollah seestani edition 39 maslah#2694, 2727 ) Update on dated 01-09-18.

(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: mera sawal ye hai k mery nana aur nani ki death ko 20 saal sy b zid arsa hogaya hai aur ab mare walda ki b death hogai hai mery 6 mamu 2 khala aur ammi nay lafzi devied kr k apas main nana ki property main postion kr k bantliay thy mare walda ko b un k hisy ka postion mila tha ab mamu aur khala khetain hain k humare behain margai ab tumhara is postion main koi haq nai hai tum ghar khali kr k yehan sy chaly jao. To mera sawal ye hai k mare ammi ki death k bad mera haq khatam hogaya kia mare ammi k hissy k posstion sy?Answer: Aap apni maa ki mirass k waris hen is liay ap ki walida ko jo hissa mila tha ab wo aap ka hoga or aap k mamu or khala k liay yeh jaiz nahi k aap ko wahan say nikalen.

(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2694). Update on dated 27-04-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Question: Asalam -o -alikum,mera sawal yeh hai agar walid ka intiqal hojye or unki ek biwi or 4 betiyaa ho, 4 bhai or 3 behnay hai, tu unki warasat kesy taqseem hogy? Bhai behan ka koi haq hoga unki jaydat per biwi or betiyo ky honay kay bawajood ya nhi?Answer: Bhai Bhehno ko kuch bhi hissa nahi milay ga, or biwi ko zameen ya pilot men say kuch bhi hissa nahi milay ga. Sab say pehlay biwi ko 1/8 ( aathwan ) hissa dia jaey or baqi jitni miraas bach jaey wo betion men brabar taqseem ki jaey, yani char hissy kiay jaen or har beti ko aik hissa dia jaey. (Ref: Minhajus saliheen, jild#3, masla#999). Update on dated 04-04-18.

(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: aurat ki death k bad uski property usk husband, 2 sons and 1 daughter mn kis trah taqseem hogi??Answer: Agar merhooma k maan baap hayaat nah hoon tu phir meras ki taqseem is tarah hogi k husband k liay property ka choutha hissa ( ¼ ) or baqi property k 5 hissay karen or do do( 2) har larky ko diay jain or aik larki ko diya jaey. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2727,2694).

Update on dated 02-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Meri Nani Ami ki wafaat abhi 2 mah pehley howi hai. Mera Nana Abu abhi hayat hain. Mera Nana aur Nani ki 6 betain hain aur koi beta nhi hai. Sawal ye hai k kia meri nani ka kuch zewar aur raqam money un ki wafaat k baad nikla hai. Kia in sab ko sirf betion mein taqseem kiya jaye ga?ya nani ami k behan bhaiyon ko b hissa dena ho ga?Answer: Or is tarah taqseem hogi k shohar ko ¼ (choutha) hissa dia jaey ga or baqi jitni meras ho wo sab betio men barabar barabar di jaey gi.

(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2694/2727 ). Update on dated 09-02-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Aik shaks k 2 bahe hn. Aur aik bv ha. Olaad nahe ha. Sawal ya ha k aus shaks k marnay k baad aus ki jaidaad ki taqseem kesay ho ge?Answer: Meraas main sub se pehle merhoom ki biwi ko aulad nah hone ki sorat main 1/4th hissa diya jaayega, lekin is men bhi kuch sharten hen k biwi ko zameen nahi mile gi balkeh zameen per bani hue imrat ki qeemat ka 1/4th mile ga.

I have a problem with the unofficial maps for zero hours. Archived from groups: alt.games.command.and.conquer Couldn't get mine to work in that folder, If ur running XP try this MyDocuments/Command and Conquer Generals Zero Hour Data/Maps.works for mejust make sure they aren't zipped up-The Anonymous Alcoholic! C&c generals zero hour maps. I put them into the folder command and conquer zero hours data / maps but they don't appear in the game. Drink 24:7Copyright © 2004'Giuseppe' wrote in messagenews:c6o9ri$qul$1@lacerta.tiscalinet.it.

(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2700-2728).Merhoom k 2 bhaio ko tu meras nahi mile gi laikin on k hone ki wajah se merhoom ki maan ko 1/3 hissay k bajaey 1/6 hissa ile ga or baaqi maal merhoom k walid ko milay ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2696). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Baap zindagi main betion k naam jaidaad lagwa sakta hai k nahin.aur ager woh yani baap marr jaye aur uss ki sirf betian hon to kia sari jaidad uss ki betion aur biwi main takseem ho gi.Answer:Baap apnay maal ko apni zindagi main apni baitiyo k naam ker sakta hay or agar zindagi main naam nah kare tu bhi merne k baad bivi or baitiyo ko meraas k taur per milay gi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2694). Update on dated 20-05-16.

(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: agar kisi shaks ki olad na ho to us ki wafat ky bad us ki biwi ka us ky warasat py kitna hisa ho gaAnswer: Meraas main sub se pehle merhoom ki biwi ko aulad nah hone ki sorat main 1/4th hissa diya jaayega, lekin is men bhi kuch sharten hen k biwi ko zameen nahi mile gi balkeh zameen per bani hue imrat ki qeemat ka 1/4th mile ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2700-2728). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: ASSALAAM O ELEKUM.8400000 rupees left by ma father, we r 2 brothers, nd 6 sisters, all married, mother is alive, how much for each person?

Urdu

Thanks a lot. ALLAH HAFIZ.SuhailAnswer:Agar keo maali wajibaat hain tu pehle wo pore kerne k baad agar merhoom k waaldain zinda nahi hain tu merhoom ki bivi yani aap ki Mother k liye 1/8 hissa(bivi ko zameen se koe hissa nahi milta balkeh zameen k oper ki imarat, fasal or degar cheezo se hissa milta hay) hoga, or is baad baaqi meras 10 hisse kiay jain gaey, or is main se Har behen ko 1 hissa or bhai ko 2 hisse diay jain gaey. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2740-2779). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Question: AGHA SAHAB MERAS MY BATA, BATI, OR BIWI KA HISA KITNA HY?HISABI SHAKAL MY LIKH KAR BATAEN?SHUKREYA.Answer:Marne wale k maal se mali wajibaat nikaalne k bad jo maal bache us ka 1/8 hissa(bivi ko zameen se koe hissa nahi milta balkeh zameen k oper ki imarat, fasal or degar cheezo se hissa milta hay) biwi ko dene k baad jo maal bache wo is tarh taqseem Karen ge k bate ko beti k muqaable me dugana hissa mile ga. Misaal k taur par marne wale ki aik biwi, aik beta aur aik beti ho aur meraas ki raqam 75,000 rs ho tu 9,375 rs. Biwi ko 43750 rs.

Bete ko aur 21,875 rs beti. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2689-2723). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Mera sawal yah hai k maa baap k marne k bad uski jaidad ki taqseem kese ho gi???ager maa baap dono ka intqal ho gia hai aur unki sirf 1 beti hai to kya jaidad beti ko milly gi??? Aur baap jis ka intqal ho gia hai uska bhai b majood hai?? Yani beti uska taya???

Ab ap muje yah btaye k jaidad me beti ka kya hissa ho ga unki jaidad beti ko milly gi ya taya ko sab tafseel se bata de shukriyaa.Answer:Agar marhoom k waaldain zinda nah hoon or bivi bhi nah ho tu aulad mojood hone ki surat men uski tamaam meeras uski aulad ko mile gi, marhoom k bhai ka koe hissa nahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2691). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: As Salam o Alikum mufti shab mere walidein faut ho chuke hai hum inki aaulad mein teen (3) ladkhiya aur duo (2) ladkhe hai bahiyon ne aapas mein hi hissa kar liya meri baheno ko mujhe kuch bi nahi maila main apna hisha chaati hu.Answer:Agar qanoon ki madad se aap k liay hissa lena momkin hay tu aap k liay apna hissa lene ki koshish karna jaiz hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Jadeed Fiqhi Masail, Mafhoom e Maslah #).

Book

Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad (s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Question: Mera walid pauth hogaya hain, mere 2 behan hain au aik main hon, mera aik behan bi fouth hochoki hain, ab jadad mere au mere 1 behan main taqseem hogi, ya jo behan fouth hochoki hain us ke bacho ko bi melega?Answer:1)Agar aap k walid ki wafaat k waqt aap ki behan zinda thi tu unka hissa unki aulad ko mile ga lekin agar walid ki wafaat se pehle hi wo faut ho chuki theen tu meras men on ki aulaad ka koe hissa nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2691)2)Agar aik behen walid sahib ki wafaat se pehle faut ho gae thi tu meeras k 3 hisse kiay jain gay or phir 2 hisse aap ka aur 1 hissa aap ki behan ka hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2691-94). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Marhoom ki pehli biwi se talaq hogaya aur unse 2 ladkey hai, 1 majood nahi hai aur 1 majodd hai.

Marhoom ki dosri biwi se koi aulad nahi hai. Marhoom ki walida, 2 bhai aur 1 behan hai. Marhoom ki muzabani wasiyath hai ke unki behan ko 200sq.yds mein se 100sq.yds dena hai. Shariyath ki roshni mein kiss tarha iss ka faisla hoga. Inayath farmiye. Allah HafizAnswer:1)Marhoom ki zameen jo k 200sq yds ka faqat teesra 3rd hissa merhoom ki behen ko bataur e wasiyat diya jaey ga, Q k wasiyat faqat maal k 1/3 hisse men chalti hai, or wasiyat teesre 3rd hisse se ziyada ho to baqi 2 hisson men agr marhoom k wurasa raazi hoon to wasiyat ko pura kerne kia jaey ga.

(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2685).2)Q k marhoom k pehli biwi se ek olad maujood hay or walida bhi maujood hai, to wasiyat per amal kerne k baad in 2 afraad k hote hoe kisi or ko marhoom ki milkiyat men se kuch bhi nahi mile ga, wasiyat ko pura karne k baad marhoom k baqi maal ka 8th hissa(1/8) marhoom ki (mojuda) biwi ko diya jaey ga is tarh k us k shohar ki milkiyat men se zameen,baagh,khet men se aurat ko meeras nahi milti or naa hi uski qeemat.Sirif raqam or zameen k oper ki imarta or samaan or fasal ki qaeemat ka 1/8th hissa mile ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2728).3) Os k baad baqya milkiyat k 6 hisse kiay jaen ge jin men se ek marhoom ki maa ko or baqi 5 hisse uski maujoda aulad ko diya jaey ga.

Book

(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2698). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: salam o alikum. Question: Asalam walecum mera sawal yeh hai ke maa ki jaidad(zevar aur paisay) mein kia beti ka utna hi hissa hai jitna walid ki jaidad say mila yani betoon say half yeh Maa ke sub kuch beti ka hota hai agar koi wasiyat na ho toAnswer:Aulad me agar beta or beti dono moujood hoon to marhoom maan ya baap k maal se bete(son) ko beti (daughter) k se dugna(double) hissa mile ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2694).

Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Asalam-o-Alaikum. Janab mera sawal ye hai ke mere Grand Father ki death ke bad jaidad taqseem honi hai. Jisme unke 6 larke aur 2 larkiya hain usmese aik ki death ho chuki hai.ab jis bande ki death hwi us se uski aik beta hai ab sawal ye hai ke uske bete ka hissa hoga ke ni?Answer:Potay (Grandson) ko hissa nahi mile ga.

(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2691). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Salam,Mera sawal hai aap logo kay topic say alag hai, kyun kay mai iss forum mai first time ayei hoon mujhai nahi pata mai kisay orr kahan post karong. Please meri help karain.Masla yeh hai mene 8 saal pehlay shaadi ki orr mai bohat khosh haal zindagi guzarr rahi hoon apnai shohar k sath. Laikin aap problem yeh hai mere husband k bussiness mai investment lost hogay hai.

Mere husband nay bohat koshish kari k koi investment karday magar koi tayarr nahi. Phir mene shocha mai apni ami say cash lailoon. Meri 3 behan hain orr mere abu ki death hogay hai mere abu ki 1 corer say bi ziyada ki properties hain. Abb woo sub properties meri ami kay pass hain. Mene ami ko bola ami aap koi property sale kar k mujhai cash deidain tu unhoon nay kaha k mai kal soch kai bataoongi.

Phir mai dusaray din gay apni ami k pass tu unhoo nay mana kardia orr kehnay lagi abhi nahi sale karongi. Phir kabhi time ayega tu dekhoongi mene kaha mujhai bohat zarorat hai mai barbaad hojaongi.laikin ami nay meri aik na suni jab mene ziyada zidh kari k aaj abu hotay tu woo mujhai dai daitay aap kesi maa hain tu unhoon nay kaha meri marzi meri property mai jis ko chahoon doon jiss koo chahoon naa doon. Aap logo say iss maslay kaa haal chahti hoon.

Yeh sari properties mere abu ki hain islam mai baap k marnay k baad bewa aurat kaa kitna haq hai shohar ki jaidad par. Mai apna haq kese mango apni maa say joo mere abu chorr kar death hogayn hain. Question: mere do bhai hai aur hamare waliden ka intekal ke baad saare paise sona mere bhai ke mamu ke paas diye te ab my mere bhai se pucha to o batate hai ki paisa nahi hai sona hai abmay kya karskta hu?Answer:Agar kise marne wale k waris faqat betay hoon to tamaam maal (chahe pese hoon ya sona ya ghar) un k darmiyaan barabar taqseem kiya jaey ga. Or aap apne bhai se apne hisse ka mutaalba ker sakte hain.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael, Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2694). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

2025 Jaane Kya Hoga Aage

Question: s.a my mother died before 10 year my father marry to my aunt.my father died before 3 year.would there be a share of my new mom on my father property which is in name of my father and my mother.Answer:If the man has child from that or another wife, the wife gets 1/8th of the estate, and the remaining part will be inherited by his other heirs. A wife does not inherit anything from the land of a house or a garden or a farm, or from any other land, nor does she inherit from the proceeds of such lands. She does not also inherit from that which stands on that land, like the house and the trees, but she inherits from their proceeds. The same rule applies to the trees and crops and buildings standing on the land of a garden, and on agricultural land, or on any other lands. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2728).

Marnay Kay Baad Kya Hoga In Urdu Book Story

Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Question: Assalamuelekum Agha Ali Raza Mehdvi sb,A father has died leaving some sons and daughters.

Sons say that since they renovated some part of the house so they want the value of that renovated part before division of share to all. Is that allowable under Asna shari inheritance law?Answer:Sons can take that amount which was invested for renovating.(Ref: Mujtahid se poche gaae sawalaat, hissa # 4, mafhoom e question # 183). Update on dated. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).